New video by Technical Guruji on YouTube - Mkwebdeveloper Technical Mantra

Mkwebdeveloper Technical Mantra

Sub Kuch Milega Bus Tum Search Kro

Breaking

Mkwebdeveloper

Wednesday 29 April 2020

New video by Technical Guruji on YouTube

Redmi K30 Pro 5G Unboxing & First Look - POCO F2 Pro??? Best Redmi Smartphone???🔥🔥🔥
Namaskar Dosto, is video mein maine aapse Xiaomi Redmi K30 Pro 5G Smartphone ke baare mein baat ki hai aur share ki isi Xiaomi Redmi K30 Pro 5G ki unboxing aur ek first look aur overview. Redmi K30 Pro 5G ek flagship hai Redmi ki taraf se jaha is mein 6.67" ka FHD+ Screen hai AMOLED ekdum bezel less experience ke saath. Isme hai Qualcomm Snapdragon 865 Processor saath mein hai 6GB/8GB RAM aur 128GB/256GB ki Internal Storage. Xiaomi Redmi K30 Pro mein Quad rear camera setup 64MP + 13MP + 5MP + 2MP aur saath mein 20MP front facing camera Pop Up design ke saath. Xiaomi Redmi K30 Pro mein 4700mAh ki battery hai 33W fast charger ke saath. Redmi K30 Pro mein aapko under display fingerprint milta hai. India mein Redmi K30 Pro jaldi hi launch hone waala hai aur shayad Poco Series ka phone ban ke bhi India mein aa sakta hai. Mujhe umeed hai ki aapko Xiaomi Redmi K30 Pro ki yeh unboxing aur hands on video pasand aayegi. Share, Support, Subscribe!!! Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4 Android App: https://ift.tt/2mrm9Gy Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji Facebook: https://ift.tt/1Pi5LDP Facebook Myself: https://goo.gl/zUfbUU Instagram: https://ift.tt/1OW2vue Google Plus: https://ift.tt/1Pi5LDS Website: https://ift.tt/2mcM6KV Merchandise: https://ift.tt/2lN4Vbu About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)


Author : Technical Guruji View on YouTube

No comments:

Post a Comment

IRCTC ऐप से अब ट्रेन के साथ Ola कैब भी कर सकेंगे बुक, PhonePe से भी कर सकेंगे पेमेंट

IRCTC ने यात्रियों की सुविधा के लिए ओला कैब के साथ साझेदारी की है, इसके साथ ही टिकट का भुगतान अब PhonePe ऐप से भी किया जा सकेगा

Pages